Darwaza Jo Khola To Nazar Aaye Khare Woh
Wafaa Ke Baab Mein ILzaam E Aashiqui Na
Liyaa
Ke Teri Baat Ki Aur Teraa Naam Bhi Na
Liyaa
Khushaa Wo Log K Mehroom E Iltefaat
Rahay
Tere Karam Ko Ba Andaaz E Saadgi Na
Liyaa
Tumhaaray Baad Kayi Haath Dil Ki Simt
Barhay
Hazaar Shukar GirebaaN Ko Ham Ne Si Na
Liyaa
Tamaam Masti O Tishnaa-Labii Ke
Hangaamay
Kisi Ne Sang Uthaaya, Kisi Ne Meenaa
Liyaa
‘Faraz’ Zulm Hai Itni Khud Aitmaadi Bhi
Ke Raat Bhi Thi Andheri, Charaagh Bhi Na
Liyaa
Re: Darwaza Jo Khola To Nazar Aaye Khare Woh
Re: Darwaza Jo Khola To Nazar Aaye Khare Woh
thanks pasnd karne ke liye
Re: Darwaza Jo Khola To Nazar Aaye Khare Woh
بہت عمدہ انتخاب
شیئر کرنے کا شکریہ
Re: Darwaza Jo Khola To Nazar Aaye Khare Woh
thanks pasnd karne ke liye
Re: Darwaza Jo Khola To Nazar Aaye Khare Woh
thanks pasnd karne ke liye