Yeh dil ka chor ke is ki zaroortain theen bohat,

Wagarna tark-e-taluq ki soortain theen bohat,
Miley to toot roye na khul ke batain keen,
Ke jese ab dilon mein Kudurtain theen bohat,
Bula diye hain tere gham ne dukh zamane ke,
Khuda nahin tha tou pathar ki moortain theen bohat,
Dareeda peerhano ka khayal kya ata,
Ameer sheher ki apni zarooratain theen bohat,
Faraz dil ko nigahon se ikhtlaaf raha,
Wagarna sheher mein hum-shakal soortain theen bohat
Re: Yeh dil ka chor ke is ki zaroortain theen bohat,

Quote:
Originally Posted by
intelligent086

Moona

Siraj jan
buht koob aur lajwab
http://www.mobopk.com/images/pasandkarnekabohatbo.png