PDA

View Full Version : All Songs Lyrics Collection



Forum Guru
09-11-2014, 02:59 PM
Asalam O Walikum
Yahan Hum Sub India Pakistani Songs Kay Lyrics Collection Share Karein Gy App Kay Sath ....


Gandi Baat Lyrics




Beedi peeke nukkad pe wait tera kiya re
Khali-peeli 18 cup chai bhi toh piya re (x3)

Raja beta banke maine jab sharafat dikhayi
Tune bola 'hatt mawaali' bhaav nahi diya re

ABCD padhli bohot
Thandi aahein bhar li bohot
Acchi baatein kar li bohot
Ab karunga tere saath

Gandi baat...
Gandi-gandi gandi gandi gandi baat.. (x4)

Aise kyun kyun kyun
Karta tu tu tu
Munh pe thu thu thu pyar me
Jab se hu hu hu
Laila ki ki ki
Into to to to pyar me

Aise kyun kyun kyun
Karti tu tu tu
Munh pe thu thu thu pyaar me
Jab se hu hu hu
Majnu ka ka ka
Into to to to pyar me

ABCD padhali bohot
Thandi aahein bhar li bohot
Acchi baatein karli bohot
Ab karungi tere saath

Gandi baat...
Gandi gandi gandi gandi gandi baat.. (x4)

Gul-badan dan dan
Deal done done done
One Two One One One ho gaya

Muh se kya kya kya
Bol na na na..
Mann to mann mann mann ho gaya

Dikhne mein thi tu kadak
Dheere dheere pighli bahut
Acchi baatein karli bahut
Ab karunga tere saath

Gandi baat...
Gandi gandi gandi gandi gandi baat.

Forum Guru
09-11-2014, 03:00 PM
Sawan Aaya Hai Lyrics
Mohabbat barsa dena tu, sawan aaya hai
Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai
Mohabbat barsa dena tu, saawan aaya hai
Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai

Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai
Pyar mein tere hadd se guzar jaana hai
Itna pyar kisi pe, pehli baar aaya hai

Mohabbat barsa dena tu, sawan aaya hai
Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai

Kyun ek pal ki bhi judaai sahi jaaye na
Kyun har subah tu meri sanson me samaye na
Aaja na tu mere paas, dunga itna pyar main
Kitni raat guzaari hai, tere intezar mein

Kaise bataaun jazbaat ye mere
Maine khud se bhi zyada tujhe chaaha hai
Sab kuch chhod ke aana tu, sawan aaya hai
Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai

Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai
Pyar mein tere hadd se guzar jaana hai
Itna pyar kisi pe, pehli baar aaya hai

Bheege bheege tere lab,
mujhko kuch kehte hain
Dil hai khush mera ki khayal ek jaise hain :)
Roko na ab khudko yun sun lo dil ki baat ko
Dhal jaane do shaam aur aa jaane do raat ko
Kitna haseen ye lamha hai
Kismat se maine churaaya hai

Aaj ki raat na jaana tu, sawan aaya hai
Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai

Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai
Pyar main tere hadd se guzar jaana hai
Itna pyar kisi pe, pehli baar aaya hai

Forum Guru
09-11-2014, 03:02 PM
Galliyan Lyrics
( Jab tak hum kisi ke humdard nahi bante na )
( Tab tak hum dard se aur dard hum se juda nahi hota )

O.. Yahin doobe din mere
Yahin hote hain savere
Yahin marna aur jeena
Yahin Mandir aur Madeena... x2

Teri galiyan... galliyan teri, galliyan..
Mujhko bhaavein galiyan, teri galliyan
Teri galiyan...galiyaan teri, galliyan..
Yuhin tadpavein, galliyan teri, Galliyan...

Tu meri neendo me sota hai
Tu mere ashqo mein rota hai
Sargoshi si hai khayalon mein
Tu na ho, phir bhi tu hota hai
Hai sila.. tu mere dard ka

Mere dil ki duaayein hain..
Teri galiyan... galliyan teri, galliyan..
Mujhko bhaavein galiyan, teri galiyan
Teri galiyan...galiyaan teri, galliyan..
Yuhin tadpaavein, galliyan teri, galliyan..

Kaisa hai rishta tera-mera
Be-chehra phir bhi kitna gehra
Ye lamhe, lamhe ye resham se
Kho jaayein.. kho na jaayein humse
Kaafila.. waqt ka.. rok le..
Abr se juda na ho

Teri galliyan... galliyan teri galliyan..
Mujhko bhaave galiyan teri galiyan
Teri galiyan...galiyaan teri galliyan..
Yuhin tadpaave galliyan teri galliyan..

Galliyan...
Teri galliyan..
Tadpaavein...

UmerAmer
09-11-2014, 03:20 PM
wah ji wah
bohat acha silsila shoro kiya hai

Anmol
09-11-2014, 03:53 PM
ahan nice ...